Allah taala fidaye mohammad kehna kaisa ?
*_Ya Rasoolullah صلى الله عليه وسلم_*
*_Suwal Nr .1_*
*_Mera Suwa ye kahna ki Allah taala fidaye mohammad wa shedaye mohammad صلی اللہ تعالیٰ علیہ وسلم hai shar an kaisa hai_*
*_Saila" Noor jahan_*
*_Aljawab👇🏻_*
*_✒Is Taaluq se Mufti Shariful haq علیہ الرحمہ ftawa shareh bukhari me tahreer farmate hain ki Allah Azzawajal ko fidaye Mohammad kahna kufr hai fida ke asal mana ye hain ki apni jan dekar kisi ko bachana jab ki jaan bachane wala kisi aur tarkeeb se jaan bachane se aajiz ho aur Allaah Taala mojiz hai use aajiz maan na kufr hai aur shedaye mohammad kahna bhi jaiz nahi ki isme mana sou ka ihtimal hai sheda ka mana aashufta farefta majnoon ishq me dooba hua Aashiq hai aur allaah tala in tmam baton se mnzah hai yani pak hai_*
_*📚Fatawa shareh bukhari; jild; 1 safah; 140*_
_*🌹واللہ تعالیٰ اعلم بالصواب🌹*_
*_Ya Ilahi Apne pyare Habib ke sadqe Tufail me Hum Sabko Ilme deen Seekhne ki taufeeq Ata farma_*
🌍Sayydah Fatima Network
www.sunniladiesgruop.blogspot.com
*_✒Almurattiba naaz fatima_*
*_Islamic Ladies Gruop_*

Comments
Post a Comment