Nifaas Ki muddat kya Hai Aur kise kehte hai nifas?

🌹🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🌹
*_Ya Rasoolullah صلى الله عليه وسلم_*
_****************************************_
*_Suwal.Nr 107👇🏻_*
*_👉🏻♦Mera Suwal hai ki Nifaas Ki muddat kya Hai Aur kise kehte hai nifas_*
_****************************************_
*_Saila.Mahelaka_*
_****************************************_
*_Aljawab_*

*_✒💝Nifaas ki kam se kam koi muddat muqarrar nahi hai.Bachcha paida hone ke baad aadha ghanta(half hour) baad bhi khoon aaya to woh nifaas hai aur nifaas ki zyada se zyada muddat 40 don raat hai._*

*_✒kisi aurat ko 40 din se zyada khoon aaya to agar aurat ke pehli hi baar bachcha paida hua hai ya ye yaad nahi ki issey pehle bachcha paida hone me kitne din khoon aaya tha to 40 din raat nifaas hai.Baaki istihaza aur jo pehli aadat maloom ho to aadat ke dino mein nifaas hai aur jo issey zyada hai wo istihaza hai.Jaise 30 din nifaas ka khoon aane ki adat thi agar abki martaba 45 din khoon aaya to 30 din nifaas ke maane jaayenge aur 15 din istihaza ke honge._*
_****************************************_
*_Hawala📚_*👇🏻
*_📗Bahare Sharat.jild .1 Sefha Nr.377_*
*_📒Fatawa Hindiya.jild.1/Sefha nr.393_*
_****************************************_
*_Islamic Ladies Gruop_*
_****************************************_
*_✒♦Muarattiba: Naaz Fatma_*
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Comments

Popular posts from this blog

Aorat Buland Awaz se Naat padh Sakti hai,?

Hmal na hone ke liye Kya dawa ka Istemaal kar Sakte?

Zawal ke Waqt Darood Sharif Quran Sharif Padh Sakte Hai,?